Hatho ki lakeer pe mat ja e-ghaleeb,
Naseeb unke bhi hote hain jinke haath nhi hote
हाथो की लकीरों पे मत जा ए-गालिब,
नसीब उनके भी होते है जिनके हाथ नही होते |
Girte h sheh-sawaar hi maidan-e-jung mein,
Wo tifl kya girenge jo ghutno ke bal chalte hain
गिरते हैं शह सवार ही मैदान-ए-जंग में,
वो तिफ़्ल क्या गिरेंगे जो घुटनो के बल चलते है
Qasid ke aate aate khat ek aur likh rakhoon:
Main jaanta hoon jo wo likhenge jawab me.
कासिद के
आते आते खत
एक और लिख
रखूँ
मैं जानता
हूँ जो वो
लिखेंगे जवाब
में|
Kabb se hoon kya bataaon, jahaan-e-kharaab mein
Shab-e-hijr ko bhi rakhoon garr hisaab me.
कब से हूँ
क्या बताऊँ,
जहान-ए-खराब
में
शब-ए-हिज्र
को भी रखूं
गर हिसाब
में |
[jahaan-e-kharab =
world of problems, shab = night + hijr = separation --> nights of
separation]
Ragon mein daurte firne ke hum nahin qayal
Jabb aankh hi se na tapka toh lahoo qya hai.
रगों में दौड़ते फिरने के हम नहीं कायल:
जब आँख से ही न टपका तो फिर लहू क्या है|
Wo aaye hamare Ghar khuda ki qudrati hai
Kabhi hum unko kabhi apne Ghar ko dekhte hain
वो आये हमारे घर खुदा कि कुदरती है;
कभी हमको उनको कभी अपने घर को देखते हैं ।
Zindagi uski jiski maut pe zamana afsos
kre Ghalib,
Yun to har shaks aata h is duniya me marne
ko
ज़िन्दगी उसकी जिसकी मौत पे ज़मना अफ़सोस करे गालिब,
यूं तो हर शक्स आता है इस दुनिय में मरने को ।
Ye na thee hamaari qismat ke
wisaal-e-yaar hota,
Agar aur jeete rehte yunhee
intezaar hota.
ये न थी हमारी क़िस्मत कि, विसाल-ए-यार होता,
अगर और जीते रेहते यूहीं इन्तज़ार होता.
Chale jaenge, tujhe tere haal
pe chhod kar,
Kadar kya hoti hai, ye tujhe waqt sikha dega.
चले जाएगें, तुझे तेरे हाल पे छोङ कर,
क़दर क्या होती है, ये तुझे वक़्त सिखा देगा |